Sunday, April 11, 2010

INTEHA!

INTEHA!

Hum ne wafa bhi jafa se ki.

Tu ne dua bhi dagha se ki.

Nakafi teri thokar he mere liey.

Hum ne muhabbat bhi ilteja se ki.

Hum muhabbat k pujari tere naam se zinda.

Tu ne to har koshish hi inteha se ki.

Ho koi ek to bataaoon me tum ko.

Hum ne muhabbat teri har adaa se ki.

By:

Fraaz Mahmud fraaz

No comments:

Post a Comment